Blog me sitemap kaise add kare
blog me sitemap kaise add kare
jaise ki aapne blog ya website bana hi liya hoga agar nahi to aapko meri ye post jarur pdhna chaiye :-
Blog / Website कैसे बनाये
jb hum blog ya website bana lete hain to uske samne kafi sari problem khadi ho jati hain jaise ki Seo,sitemap,linking aur kai prakar ki hoti hai to aaj hum blog me sitemap kaise add kare ye janenge
sitemap submit karne se pehle kuch aisi basic jankari hai jo apko pata hona chaiye
google console |
google search console kya hai ?
google ki ye free service hai jiske naam google webmaster bhi hain isme website ka sara data hota hain jise aap manage bhi kar kar sakte ho iske kai fayde hain jaise yeh blog ka data time to time batata hai jisse aapko pata chalta hai ki website ke konsi post google search result me kanha par kaise dikh rahi hai,kitni bar page ko search kiya hai.
Sitemap kya hota hai ?
sitemap jaise ki iske naam se hi pata chal raha hai ki website ka naksha jisme blog ki post,pages or categories ki sare url hote hai or ishe index karane me google ki help karta hai.Minimum ek website ki 500 page hi isme add kiya ja sakta hai isliye dosto post ko google par index karne ke liye sbse best tarika hai.
Online paise kaise kamaye(how to earn money online)
Sitemap kaise banaye ?
sitemap create krne google search console par log in kare or apni blog url ko select kare.
Step:2
Ab left side crawl section me sitemap option par click kare.
sitemap |
Step:3
Phir right side ke top par Add/Sitemap button par click kare.
Step:4
Add/Sitemap par click karte hi apke samne ek naya page open hoga jisme apni site URL ke samne “sitemap.xml” lagana hai.For ex-(https://techmantra3.blogspot.com/ sitemap.xml) jo ki aap upar di gai image me dekh sakte hai
Step:5
Ab direct Submit sitemap par click karde.
Step:6
ab left side sitemap par click kare ya page ko refresh kare.Agar Sitemap URL ke samne “pending” likha aata hai to apko ye samajhna padega ki app abhi abhi ishe webmaster tool me submit kiye hain or ye activate hone me kuch time bhi lag sakta hai.
Step:7
Jab sitemap successfully activate ho jayega tab app usme post,page,image or video index ki result dekh sakte hain.Google search engine ne apki kitne URL index kiya hai wo bhi dekh sakte hain.
thanx Rohith varma 🙂
Namaste
Hello bro