ब्लॉग में Seo Settings कैसे करे ? Full Information

hello dosto kaise ho? waise aaj hum blog ki Seo settings kaise kare yeh janenge to shuruat karte hai jaise ki hum jante hi hai ki jyadatar log blog online money earn ke liye banate hain lekin blog me sahi Seo settings na hone ke karan aisa ho nahi pata to chaliye jane un advance settings ko :-


Blog me SEO Settings kaise kare ? full information :-

seo settings blog ke liye bahut hi important hain kyon ki agar Seo main kuch galti hui to apka blog google search engine se gayab ho jayega isliye ye post dhyan se padhe jisse aap apne blog me sahi SEO settings kar pao.


Blog ki settings me kaise jaye :-

1settings me jane ke liye aapko https://www.blogger.com me sign in kare
2. blogger ke dashboard me setting option par click kare
3.ab sub menu options me Search preferences par click kare


Blog me meta description kaise likhe :-

meta description SEO ke liye bahut hi important hain agar ye nahi kiya to blog ka kuch fayda nahi hai meta description ka work yeh ki blog ki information dena matlab blog ke bare me batana ki blog kis chij par banaya gaya hai  jab koi visiter aata hai to weh blog ka title then blog  ka meta description hi dekhta hai jo ki agar attractive hua to visiter aapke blog ko open karega otherwise nahi karega so isliye hme meta description attractive bnana chaiye to chaliye dekhte ki kaise :-

meta tags
Meta tags
  1.  sbse pehle meta tags ke option me edit par click kare
  2. ab aap “yes” button par click kare
  3. ab box me apne blog ki information ke bare me likhe (note – description 160 words ka hona chaiye or 5 seo words ka use jarur kare)
  4. description likhne ke bad save change par click kar de 


Ab baat karenge 2nd important settings jo hain seo ki settings  :-

Seo mean search engine optimization jo google ki free service hai jiske naam google webmaster bhi hain isme website ka sara data hota hai jise aap manage bhi kar kar sakte ho iske kai fayde hain jaise yeh blog ka data time to time batata hai jisse aapko pata chalta hai ki website ke konsi post google search result me kanha par kaise dikh rahi  hai,kitni bar page ko search kiya hai. is setting ko karne ke liye apko blog ko google webmaster me submit karna padega to chaliye dekhte hai 
  • sbse pehle aap google webmaster par jaye aur sign in kare 
  • ab blog ka url type kare 
  • ab verify karne ke liye kaha jisme aapko kuch photo par tick karna hoga
  • ab submit request par click karna hoga 
iske bad apka Blog google webmaster me add ho jayega iske bad google webmaster me blog ka sitemap banana padega jise aap ko submit karna bahut hi jaruri hai jo ki aap meri is post me pad skte ho Blog me sitemap kaise add kare


Blogger me robot txt file add kaise kare :-

Robot Txt file se aap apne blog ki ko bhi post,image Search Engine se chupa sakte ho aur agar aap google se blog ki files hide nahi karna chahte to ise rehne de.

  1. sbse pehle aap new tab open kare 
  2. ab aap apne blog ka url (https://techmantra3.blogspot.com)dale fir ROBOTS.TXT likhe fir enter kar dhe
robots txt
3.iske bad aapke samne kuch data aayega jo ki aap upar di gai picture me dekh sakte hain jise aapko copy krna hai
4.copy data ko custom robots txt option me paste kar dhe fir aap ko save changes button par click kare.


Blog me custom robot header tags kya hai aur ise fix kaise kare?

Header tags ka istemaal blog ke home pages or link ko google me show karwane ke liye kiya jata hai dosto is option ka use tb karna jb aapne custom robots txt on kiya ho otherwise iska use nahi karna chaiye. aap is option ko start aasani se kar sakte ho :-

custom robot header

1.sbse pehle Edit par click kare fir fir yes par click kare 
2.Home Page, Archive And Search Pages aur Default For Posts And Pages in sabhi par aapko all par tick karna hai.

to aaj Blogging Techmantra par mene aapko Blog me SEO Settings kaise kare ki full information di jisse aap apni site kii 
seo ache se kar payenge.

यह भी पढ़े –

Leave a Comment

37 thoughts on “ब्लॉग में Seo Settings कैसे करे ? Full Information

  1. The Importance Of Local SEO – Local SEO is an essential part of your SEO strategy, especially if you're a smaller to mid-sized company that relies on the business of local customers. There are many different strategies that you can implement, from optimizing your content using keywords to submitting your NAP  Clickfunnels Review

  2. Aapne kafi achi starting ki.. or main aasha karta hu aap kafi jaldi success ho jayenge… ab baat karte hai apke blog ki to usme kuch improvement karne jaruri hai…
    1. custom domain jaldi lagaye..anyatha aapko DA dubara badana pdegaa jisme kafi samye lagta hai.
    2. apke blog ke anusaar abhi affiliate karna sahi hai nahi hai. jab blog par achaa khasa traffic aane lage tabhi affiliate use karna
    3. about me section me apni attractive profile banaye.
    4. theme ko customize kare jisme important section select kare..

  3. Google webmaster par jakar blog url submit kare jiske bad bataiye ki kya problem face kar rahe ho?

    Basically aaj kal ..
    1.breadcrumbs
    2.Review snippet
    Ki wajah se url me problem aa rahi hai…

  4. This is my first time visit to your blog and I am very interested in the articles that you serve. Provide enough knowledge for me. Thank you for sharing useful and don't forget, keep sharing useful info:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *